Tuesday, March 7, 2017

Airtel 500 MB 2G/3G/4G Free Internet Data kaise Paye [Hindi Me Help]

 Airtel ke is offer ke bare me pata hoga bahut se logo ko nahi. Yadi aap airtel user hai toh ye offer sirf apke liye hai, Kyunki Mai apko aaj batunga Airtel me 500 MB Free Internet Data kaise paa sakte hai aur airtel me net kaise chalate hai. India me Airtel ek bahut hi popular or best services provider hai.Airtel ki internet speed bhi bahut high hai.Islye users Airtel pe bahut bharosa karte hai.Airtel ne apne users ke liye ye attractive offer nikala hai. Isye pahle maine Airtel Free 2G/3G/4G Internet Proxy Tricks ke bare me bhi bataya hai.




 Airtel Free 500 MB 3G/4G Internet Data Use Karne Ke Liye Hindi Me Help

Aaj is article me aap sikhenge kaise airtel me 500 MB free 2G/3G/4G Internet Data paa sakte hai.Iski validity 7 days hai.Ye offer tab start hoga jab aap alternative number ko apne contact me add karenge.Ye all over India me 100% working hai. Kaise airtel me free net chalaye.




Step by step jane kaise Airtel me free Internet Paa sakte hai.

1. Sabse pahle apne browser me ye link open kare.- https://www.airtel.in/myaccount/NavigationApp?num=MobileNumber
2. Upar diye gaye link me Mobile Number ko apne Airtel Number se Replace kare.
3. Ab apke Airtel Number pe ek One Time Password ayega.Usye enter kare.
4. Ab Submit pe click kare.
5. Ab ek New page open hoga jiska link ye hoga –https://www.airtel.in/myaccount/NavigationApp/home.action
6. Ab apko MSISDN code ki jarurat hai,Jisye pane ke liye screenshot dekhe.
Airtel free 500 mb data
MSIDN code
7. Ab mai apko ek new link niche de raha hu usme MSIDN code paste kare.
8. Ab code ko isme set kare.
https://www.airtel.in/account/3gDongle/quickLink.jsp?msisdn= XXXXXXXXXXXXXXXX
9. Link ko open karne ke baad apko offer dikhega.Offer ke image pe click kare.
10. Ab alternative mobile number or email id enter kare.
11. Aap alternative airtel number pe ek OTP code payenge.Us code ko Enter kare.Apko 500 MB free 2G/3g/4G internet data mil jayega.
Apke Airtel Number pe ek confirmation message ayega.




Mai umeed karta hu apko ye post pasand aya hoga. Aur aap jan gaye honge airtel me free net kaise chalate hai. Yadi upar ke kisi bhi steps me problem hai toh please comment karke jarur bataye.
Share:

0 comments:

Post a Comment