Tuesday, January 24, 2017

Android Mobile Me Internet Speed Kaise Badhaye

21 Vi Century Me Aisa Kon Hoga Jiske Pass Android Phone Nahi Hoga Or Aaj Sabhi Log Internet Use Karte Hai,Or Sabko slow Internet speed ki Pareshani hogi,Android Mobile Me Internet Speed Kaise Badhaye. Best Cable and Internet Provider Ya best Seem isp Internet Provider  Hone par Bhi logo ko Slow internet Ki pareshani apne phon me hoti hai.Aaj Me Aap Ko Mobil Me High Speed Internet Kese laye uske Bare me Tips Dunga Jiski Vajase Aap Apne Phon me High Speed internet Conection pa Sakte Hai.

Android Mobile Me Internet Speed Kaise Badhaye

Idea,Vodafone,Airtel ,Reliance Ye Sari Company Hame Acche Internet Service Provide Karti Hai lekin Best High Speed Internet Providers Hone Ke Bhad bhi 2G Or 3G Nai lekin 4G me Me Bhi Hame Utani Speed Nai milati Jitani hame milani Chahiye.Actually ,Iski Wajah User Ki Ki Gayi Galti Hoti Hai.User Anjane me Kuch aesi Galti Karte Hai Jiski Wajah se Phon ki Internet Speed kam ho Jati Hai.
Wese to User bahut Sari Galatiya Karta Hai Magar Me Aap ko vo Galati ya  bataraha hu Jo har  Kisi Smartphon User se hoti hi Rahti Hai.In Galatiyo Ko Sudhar Ne Ke Bad Apko Mobil Me High Speed Internet Service milane Lag Jayengi.

Android Phon Me High Speed Internet  Nahi Aneke  10 Wajah

 

High Speed internet Conection Honeke Bad bhi Aap ko In Wajah se Mobil Me High Speed Internet speed Nahi Mil Pati Hai.Agar Aap bhi In Me se Koi Galati Kar Rahehe To use Avoid Karke Dekhe I Sure Aapko High Speed Internet Serivce milne Lag Jayengi.

1.Sahi Network Setting  Na karna:

Android Phon me Slow Internet Speed  hone ka ye pahela karan hai.Actually apke auto Internet connection Mode select Karne yani Mobil ki Networking Default Use Karne se Phon ko Bar bar search karna padta hai.
Examples,aapne default yani 2G,3G,4G Sabhi network choose kar rakhe hai Or apki Location par  Kisi bhi Ek  NEtwork ki Rang Sahi Nahi hai to Apka phon system Bar BAr kabhi 2G kabhi3G search karta rahenga.Agar Aap Ek Mode Like GSM ,WCDMA Select Kare to Net Speed me sudhar Honga.Or Phon ko bar bar Serching Nahi karni hogi.

2.Auto Update Off Nahi Karna:

Mobile Application Update available Hone par jab Aap internet chalu karte hai To Background Me Automatically Update hoti Rahati Hai.Aap Ise Phon ki Update Setting me ja kar band kar sakte hai.

3.Ad Blocker ko Istemal Nahi karna :

Bahut si Websites par Jyada Advertising Hoti hai.Iski wjah se Aap ke Mobil me Data Khatam hota hai Or Mobil me Internet Speed bhi Kam Aati Hai.
Aap Playstore me Ja kar Ad Blocker Apps Download kar Install Kar sakte Hai.Ya fir Aap UC Browser Ka Istamal kare Is Me Already Ad blocker hota hai.Is ki or Jankari ke Liye  Aap Mobil Browser Ad blocker Visibility Disable/Enable kese Kare post read kare.


4.Extra apps Install Rakhna :

Aj Sabhi log Aapne Mobil Phon me Game Khelte Hai Sayad hi Koi Esa Hoga Jo Aapne Mobil me Game nahi Khelta Hoga.Smartphon me Achhe Achhe Game Hai Jo Sabhi Loga Aapne mobil me Rakhte hai.lekin Kya Aap Jante Hai ki Inme Se Kai App Ese Hote Jin ko Play Na karne Parbhi Jab Aap Internet On karte Hai to Background Processing Activate Ho Jati Hai.
Ise Na  Sirf  Aap Ki Internet Speed Kam Hojati Balki Aap ka Bahut sara Data Khatam  ho Jata hai.Un Apps Ko Uninstoll Kare Jinka app Bahut Samay Se Istemal Nahi Kar Raheho.Me App Ko Suggest Karunga Ki Aap Apne Mobil me Jaru ri Apps Hi Istemal Kare.

5.Memory Clean Nahi Karna :

Android Phon Me Internet Istamal Kar ne se Mobil me Cache Files Ban Jati Hai Jis Ki Vajah Se Aap Ke Phon Me Ram Ka Space Bad Jata Hai Is se Mobil ke Sistyam me Khami Aati Hai Or work Karne me Problem Ati Hai.So Time to time Cache Memory Ko Clear Karte Rahe. Ya fhir Clean Master Jaise Aaps ko Instoll Karte Raho Jo Aap Ko Samay Ane Par Aap Ko Ram Full Hone Par Apko Alert Karte Rahe
Aapke Phon me Apko Kam se Kam 300 MB Ka Space Hamesha Banaye Rakhana Chahiye.Mobil me Space Rakhne se net Speed Achhi Milengi.Aap Phon Setting >>Storage Me jakar easily cache File Ko Delet Kar sakte Ho.Is Ke Alava Aap Apps Manager me Jakar Us Aapps ki Cache File ko delet kar Diji ye Jise Aap Ne Abi Abi Istemal kiya Hai.

6.Hamesha Mobil Ko on Rakhana :

Hum Lagatar Work Karenge To Hum Bhi Thak Jate Hai Is Thara Mobil Bhi lagatar Kam nai Kar Shakta hai.Mobil System ko bhi Aram ki Jarurat Hoti Hai. kam ki Vadhu Matra Ho jane se Vah Kharab Hojata  Hai.Usko Thoda rest Dena padta Hai.
Aap Jab Rat ko So Jate Hai Tab Aap Apne phon ko Switch of Karenge Or Jab Aap Subha On karege to Ap ke Phon Me Jarur Internet Speed Jyada  Ayengi.sachmuch Internet ki Speed high Hongi.

7.Memory Card Ka Istemal na karna :

Aagar Aapke Phon me Memory Card hai to Aap phon ke Khuc Extra Aapps ko Card Me move Kar Shakte Hai.Jise Phon Memory Increase Hogi or Mobil System Acche se Work karega.

8.Facebook App Use Karna :

Aapko Yakin Nahi Hoga lekin  Ye Such Hai ke Facebook App Apke Mobil Ka inernet  ki Speedd Hi Nai Balki Aap Ke Mobil Ka System Bhi Slow Kar deta hai.Actually, iska Size already 50 MB Se Jyada Hota Hai Or Isme Big Size Ke Cache files crate Hoti Hai.
Jis Ki wajah Se mobil me Kuch time me Ram Full Ho Jati Hai.Isi Liye me Aapko Yah Kehata hu ki Aap Facebook App Ki Jagah Usko Dusre kisi Browser me Facebook ka use ka istemal kar Sakte hai.

9.Bluetooth on Rakhna :

Sabko ye Pata hai ki mobil ho Ya computer Virus Sabke liye khatarnak hai.Yah Virus bluetooth on Rakhne se Mobil ya computer me ane ki Sambhavna ye rahti hai,
Blutoot on hon ki wajah se mobil me virus Aajata hai iski vajah se vo phon me internet Conection Slow Kar deta hai or Mobil system ko dhima kar dete hai or mobil ke system ko tabhah karsakta hai

10.Phon Reset Nahi Karna :

Smartphon me phon me Setting Reset Karne ka Option Ata Hai.Jise Phon ko Hum naya product bana sakte hai.ab Hum Phon ko Reset Karte Hai to phon Ka sara data delet ho jata hai.Phon me khali company ke apps Software  baki rahte hai
Ye Option Isiliye hote ki  mobil me koi mistek Hoti Ya virus  to Attack hota hai to use Reset karke virus ko remove kar sake.But jyada log phon ko long time tak reset nai karte ya fhir karte hi nahi hai.
Aap weekly ya monthaly Phon ko Reset karte rahe taki ap ka phon good work karata rahe.or Phon ki Qulity bhi bani rahe.or ye jaruri bhi hai.
Iske alava play stor  or Play Stor Sarvic ko  Apdate karte rahe taki mobil me Internet Speed bani rahe.


And last Me apko Me ye Khahunga ki Aap Apne Phon me Jyda App Install Na Kare Or Aap ke Phon ko clean Rakhe.
Share:

Related Posts:

0 comments:

Post a Comment