Showing posts with label JIO. Show all posts
Showing posts with label JIO. Show all posts

Wednesday, July 26, 2017

Jio Phone : सिंगल सिम होगा, वॉट्सऐप नहीं होगा, जानें जरूरी बातें...

रिलायंस जियो फोन क्वॉलकॉम 205 प्लेटफॉर्म पर चलेगा. जियो फोन ड्यूल सिम नहीं है. यह सिंगल सिम फोन है.


रिलांयस जियो फीचर फोन (Jio Phone) जल्द ही आपके हाथ में होगा. मात्र डेढ़ हजार रुपये, वह भी तीन साल में रिफंडेबल के आश्वासन के साथ मुकेश अंबानी द्वारा इस फोन को लेकर अनाउंसमेंट कर दी गई है. फोन की प्री बुकिंग 24 अगस्त से शुरू होगी. लेकिन इसकी वेबसाइट पर फोन संबंधी रजिस्ट्रेशन शुरू हो चुका है. लेकिन, जियो फोन से जुड़ी कुछ बातें इसे लेने से पहले आपको पता होनी चाहिए. 

जानें पांच जरूरी बातें :

जियो के इस फीचर फोन में वॉट्सऐप नहीं चलेगा. जी हां. दुनियाभर में तेजी से लोकप्रिय हुआ यह ऐप इस फोन पर नहीं चलेगा. जियो का अपना चैट ऐप भी है, जियो चैट. हो सकता है कि कंपनी ने इस फीचर के चलते फोन में वॉट्सऐप न दिया हो. वैसे कयास लगाए जा रहे हैं कि इस फीचर को बाद में जोड़ा जा सकता है लेकिन फिलहाल इस बाबत यही खबर है कि यह फीचर इसमें नहीं होगा. हमारी सहयोगी वेबसाइट गैजेट360 ने WhatsApp न होने की बात कही है.

जियो फोन चूंकि फीचर फोन है तो माना जा रहा है कि इसकी बैटरी लाइफ शानदार होगी. लेकिन ऐसा होने की संभावना कम ही है. क्योंकि, यह है भले ही फीचर फोन लेकिन इस पर इंटरनेट चलेगा. यह 4जी फीचर फोन है और इसलिए इसमें ज्यादा से ज्यादा ऐप कम से कम स्पेस के बावजूद दिए गए हैं. इसलिए, इसकी तुलना किसी आम फीचर फोन की बैटरी लाइफ से न करना ही अच्छा होगा.

जियो फोन ड्यूल सिम नहीं है. यह सिंगल सिम फोन है. यानी इसमें केवल एक ही सिम चलेगा. हमारी वेबसाइट गैजेट 360 के मुताबिक, जियो कंपनी ने इसकी आधिकारिक रूप से पुष्टि कर दी है. हो सकता है कि भविष्य में ड्यूल सिम लॉन्च हो जाएगा लेकिन अभी तक ऐसी कोई घोषणा नहीं है.

1500 रुपये सिक्यॉरिटी के साथ यह फोन आपको मिलेगा हालांकि यह सिक्यॉरिटी भी आपको 3 साल बाद वापस मिल जाएगी. यह फोन 'पहले आओ, पहले पाओ' के आधार पर मिलेगा. फोन की प्री बुकिंग में भले ही अभी समय बचा हो लेकिन अभी इसका रजिस्ट्रेशन जरूर करवा लें.  रिलायंस जियो ने अपनी वेबसाइट www.jio.com पर इसे लेकर प्रक्रिया शुरू कर दी है. कैसे करें यह रजिस्ट्रेशन, यह यहां क्लिक करके जानें.

इस फीचर फोन में आपको एसडी कार्ड की सुविधा तो मिलेगी ही, कैमरा भी होगा. आजकल फीचर फोन्स में भी एफएम रेडियो तो मिलते ही हैं, ये फीचर इस फोन में मिलेगा. जियो फोन में एंड्रॉयड की बजाय फायरफॉक्स ओएस का इस्तेमाल किया जा रहा है. यह क्वॉलकॉम 205 प्लेटफॉर्म पर चलेगा. स्पेसिफिकेशन्स की डीटेलिंग अभी कंपनी ने नहीं दी है.
Share:
Read More

Sunday, July 23, 2017

'पहले आओ, पहले पाओ' के आधार पर मिलेगा रिलायंस का जियो फोन, बुकिंग के लिए यह रजिस्ट्रेशन जरूर करवा लें

क्या आप भी उन लोगों की फेहरिस्त में शामिल हैं रिलायंस जियो (Reliance Jio) का फीचर फोन लेना चाहते हैं? यदि हां तो बता दें कि रिलायंस जियो ने अपनी वेबसाइट www.jio.com पर इसे लेकर प्रक्रिया शुरू कर दी है. वैसे तो जियो फोन की   प्री बुकिंग 24 अगस्त से शुरू होनी है लेकिन एक बात जिस पर आपको गौर करना चाहिए, वह यह कि यह फोन पहले आओ, पहले पाओ के आधार पर मिलेगा. इसलिए बेहतर है कि इसकी साइट पर संबंधित जो प्रक्रिया दी जा रही है, उसका पालन करते चलें ताकि सही समय पर सही सूचना आपको मिल जाए.

भले ही 24 अगस्त में अभी काफी समय बचा हो लेकिन हमने रिलायंस जियो की आधिकारिक वेबसाइट पर विजिट किया और पाया कि कंपनी ने  ‘Keep Me Posted’ के जरिए लोगों को अपडेट करना शुरू कर दिया है. आइइ जानें कैसे जियो फोन प्री बुकिंग में शामिल हों :

सबसे पहले Jio.com ब्राउजर में खोलें. पहले पेज (होमपेज) पर ही लिखे हुए कीप मी पोस्टेड पर क्लिक करें. यह आपको एक अन्य पेज पर ले जाएगा.


 कीप मी पोस्टेड पर क्लिक करने के बाद आप जिस पेज पर पहुंचेगे, वह नीचे दी गई फोटो जैसा दिखेगा. यह पेज दरअसल रजिस्ट्रेशन करने में इंट्रेस्टेड लोगों के लिए प्री-रजिस्ट्री जैसा है. इसमें मांगे गए सेक्शन्स में नाम, ईमेल, फोन नंबर सही सही भर लें. नियम और शर्तों वाला बॉक्स डिफॉल्ट ही चेक्ड मिलेगा. जब आप इस पर क्लिक करेंगे तो नया पेज खुलेगा जिसे आप पढ़ सकते हैं. इसके बाद नीचे दिए गए सब्मिट बटन को क्लिक करें.

 सब्मिट पर क्लिक करने के बाद आप जिस पेज पर जाएंगे, वह ऐसा दिखेगा जैसा नीचे दी गई तस्वीर में दिख रहा है. इस पेज पर साफ देखा जा सकता है कि मेसेज है- खुद को रजिस्ट करने के लिए धन्यवाद. यानी, फोन प्री बुकिंग के लिए यदि आप यह प्रोसेस अपना लेते हैं तो यह आपके लिए बढ़िया ही होगा, खासतौर से ऐसी स्थिति में जब फोन पहले आओ पहले पाओ के आधार पर मिल रहा हो. 


जो ईमेल आईडी आपने दिया है, उसमें आपको एक ईमेल आ गई होगी. वह इस प्रकार होगी, जैसी कि नीचे दी गई तस्वीर में दिख रही है. रिलायंस जियो की ओर से कहा गया है कि उनकी टीम आपसे कुछ ही समय में संपर्क करेगी. 


जियो डॉट कॉम की ओर से यही संदेश आपके रजिस्टर्ड मोबाइल पर भी भेजा जाएगा.
Share:
Read More

Saturday, July 1, 2017

Hamare Area Me Jio Sim Kaha Aur Kis Jagah Mil Rahe Hai Kaise Pata Kare Jaaniye Hindi Me.....

Hello Friends....
Mai Aapko Step 2 Step Batata Hu Ki Hamare Area Me Jio Sim Kaha Aur Kis Jagah Mil Rahe Hai
Iske Liye koi special Ya Koi khas website nahi Hai, Jisme aapko jayada se jayada mehnat Karni padegi, Ye sabhi option aapko Reliance Jio ke website par hi mil jayegi...........

1... 

To Sabse Pahle Reliance Jio ki website par jaye.
Ye rahi ye website.... www.jio.com

2...
Yaha Par aapko bahut sare option dikhai denge, Aap Left Side Me Dekhe. Aapko Find A Store Ka Option dikhai Dega Waha Click kare.....

3...
Ab Aap Aapke samne jo screen khulegi Usme aapko Apni, Location ya pin code dal de. Uske bad Aap Kitne KM Me Aapko Store Chahiye Wo Dale  , uske bad search kare.
Aab Aapke Samne Wo List Open ho jayegi, Yani Aapne Jitne KM ka range Diya hoga. Uske Hisab Se list Open hogi,Aapko Jo bhi pasand Aaye aur Najdik lage waha Jaye......

4...
Iska Dhyan RakYe   chuninda store me hi milta hai, Koi jaruri nahi hai sabhi store me mil jaye. 
To Aapne Aaj ye Jana Hame Reliance ka SIM Kaha Aur kaise milega. Maine Aapko online tool bata diya. Agar Iske bad bhi Kahi paresani Aaye to hame comment me bataye.he...
Share:
Read More

Sunday, April 2, 2017

कैसे पता करे हमारे Area मे Reliance Jio SIM कहाँ Aur किस जगह Mil Raha Hai

Reliance Jio 4G Seva Ka labh kon nahi Uthana Chahta hai, har Upbhokta,Chahe Wo Kisi Bhi Network Ka user ho, Jio SIM Se Bahut Sare Company Parbhawit hai, Ki humlog Ko Telecom Me net Ab use karne wale Come ho jayenge,
Iske sath-sath customer bhi kafi parbhawit hai,Aise bhi parbhawit kyu nahi honge Offer Jo Mil Raha Hai. Isi Ko dekhte hue
Aaj Mai Aapko Bataunga Kaise Jane HAMARE Ghar Ke aas-Pass Jio SIM Kaha mil raha hai? Aapki Paresani Ko Hum Solve karne ke liye Hi to aaye hai,
Aise Bhi Aapko to pata hi hoga hum har waqt koshis karte hai ,Aapki jarurat ka post likhe.Aise Aap To ye jante hi, Hai Reliance pahlee apne Staf Ke Liye Lai Thi, Bad me unhone Upbhokta Ko Bhi Ye Service Dene ka faisla kiya. Jub Reliance Ne Dekha Iski Upyogiyata me kafi Badhotri Hui hai, To isse Any mobile aur smartphones Me use karne ki bhi Anumati de di. Aur to aur Any Mobile company wale ko to inhone parterner bhi banaya. Ab Aapke Liye Sabse Badi Khus-Khabri Hai ki Aap Reliance Jio SIM Ke Liye, Bus Aapka phone 4G SIM Support ho.
 
 Isse pahle Logo Ka bahut Sawal Aata tha, Mere Pass 4G Phone Hai,  Jio Ka phone Kyu lu?
Are mere bhaiya Aap tension kyu le rahe hai, Ambani Ji ka dil to Kuchh bada hoga hi,Isi liye To unhone Sabhi 4G Mobile Supported Me allow karwa diya. Bus Aap Ab Kisi Bhi Reliance Digital Store Me Jakar 4G SIM kharid sakte hai.
Aapko maine upar Thodi Kuchh Information De Di,  Reliance ke bare Aise mai isse pahlee Apni Pichhli post Reliance Jio SIM Kaise kharide, Article me maine Puri process step by step me batai thi, Agar Aap Galti se bhi us post ko miss kar gaye to aap aasani Se Yaha Click karke us post ko padh le.
Maine Aapko Aaj Jo Topic bata raha hu, Ye kafi hi usefull Aur Jaruri hai, Ye mera nahi Jub mai Reliance Jio SIM Ke counter Par jata hu To waha Dekhta hu, Log Bhukhe pyase Jio SIM Ke Liye Kitni Der se Line me lage rahte hai, Jaise sabhi kam se jayada Important yahi kam bacha hai.Aise Bhi aisa kyu na ho Itna Bada Offer jo hame mil raha hai. Ab Aap Niche Ka image ko hi dekhe khud samajh jayenge log Jio SIM Le Rahe Hai,  Railway Ka Tickets  kata rahe hai.


Aaj mai aapko Kuchh step bata raha hu, bhi Yani Online Jane Reliance Jio SIM Store Maine Aapko Kai bar to Ye bataya hoga Reliance Jio SIM lene ke liye Aap Reliance Jio Digital Center me jaye. But Ab Aapke Dimag Me ek Confusion Aur Sbse bada sawal paida hua hoga. Reliance Jio Centr Kaha hai? ISLIYE Aaj Mai aapko Reliance Jio SIM Ke Center ke bare me bata raha hu, Jisse Aap Bina Kisi se puchhe Ghar baithe Jan sakte hai,  Aapke Area Me Jio Centr Kaha hai, Aur Kis jagah Hai.
Also Read
**Whatsapp Se video cal kaise karne
Ab Mai aapko Step by step bata raha, Hu s1
Iske Liye koi special Ya Koi khas website nahi Hai, Jisme aapko jayada se jayada mehnat Karni padegi, Ye sabhi option aapko Reliance Jio ke website par hi mil jayegi,
Step       ::   1
To Sabse Pahle Reliance Jio ki website par jaye.
Ye rahi ye website — www.jio.com
www.jio.com
www.jio.comStep       ::   2
Yaha Par aapko bahut sare option dikhai denge, Aap Left Side Me Dekhe. Aapko Find A Store Ka Option dikhai Dega Waha Click kare.
Step       ::   3
Ab Aap Aapke samne jo screen khulegi Usme aapko Apni, Location ya pin code dal de. Uske bad Aap Kitne KM Me Aapko Store Chahiye Wo Dale  , uske bad search kare.
Aab Aapke Samne Wo List Open ho jayegi, Yani Aapne Jitne KM ka range Diya hoga. Uske Hisab Se list Open hogi,Aapko Jo bhi pasand Aaye aur Najdik lage waha Jaye.
Note       :: 
Ye   chuninda store me hi milta hai, Koi jaruri nahi hai sabhi store me mil jaye. 
To Aapne Aaj ye Jana Hame Reliance ka SIM Kaha Aur kaise milega. Maine Aapko online tool bata diya. Agar Iske bad bhi Kahi paresani Aaye to hame comment me bataye.
Share:
Read More

01 एक Jio Sim से एक साथ 10 लोग Internet कैसे Use करे, Puri Setup

Hello Friends Mai Phir Se Aapko Jio Company Ki Ek nai psot ko lekar aaya hu. Jisse Hum Bahut hi intrested Chizo ko janenege. Aapne Jio SIM Le liya, Aur usse Aap Use Kar rahe but Aapne Avi tak ye socha hai. Mere hi internet Se 10  Dost apne mobile Me Internet chala Sake nahi na. Ji Isi Ko lekar Bahut sare aadmi paresan hai,Kya kare kya na kare aakhir kya kare jo Sabhi Log Aaram Se Internet Use kar sakte.


Aapko To pata Hi Hai, Reliance indritise Ke Saalana  Aam Baithak ( AJM)  me ComPany ke chairman aur managing Director Mukesh Ambani Jio trafic plan ki ghosna ki hai. Iske tahat 1 GB Internet only 51 Rupe Me hi dene ki ghosna bhi ki hai.
Wahi December tak 4G Sim me voice call free kar di.. Lekin Avi phone to nahi lag rahi hai.
Aise Mai Iske bare me details se previous post me bata chuka hu., Aap ye bhi jankari hasil kare.
Ab sawal aata hai Jio SIM Se Hum 1 Sath 10 Log Internet Kaise Chalaye, Simple Jio Ne ek device Launch ki hai, Jo Bilkul Hotspot ka kam karti hai. Mai us Devices Ke bare me Aage sub Kuchh bataunga. Us Device ka name kya hai. Isse kaise kharide, Aur iska Rate kya hai, Iski Setup kaise kare.
Reliance JioFi Kya Hai In Hindi
Ya ek Device Hai, Jo Reliance Jio SIM Ke Sath Aapko Kuchh Chartge ke sath kharidne padta hai. Jio Isse pahle bata Chuka hai, Aaapke pass agar Ek phone hai,  Agar Usme 2 SIM lagta hai, To phir bhi Aap 1 SIM hi kharid sakte hai. Aise Me Bahut Se Aadmi 2 Mobile bhi use karte hai.
Aur usse Bahut jaruri Bhi pad jati hai, jub Dono Phone me net use karna rahta hai. Ya Phr aapko Apna net se Dost ke mobile me Internet Use karna hai. To kya karenge, Ye sabhi jarurato ko dekhte hue Reliance Jio Ne Ek Device Lounch Ki Hai, Wo Hai JioFi Ji ha Aap JioFi Device Se apne phone ko hotspot me Badal Sakte Hai, Jisse Aap kai phone se connect kar sakte hai.
Isi Subidha Ke Liye Company  ne JioFi Device bech rahi hai, Aapko Ye Device Kharidna kafi aasan hai, Aur bahut kam kimat me bhi. Jaisa Ki maine aapko Upar bata Chuka hu , Isse hum kai log ek sath internet Chalayenge. To Sabke man bhi Ek sawal Aata hoga. JIOFi Device se hum ek sath Kitne log internet Chala sakte hai
Aap JioFi Se 10 Log ek sath 4G Data ke sath internet use kar sakte hai.
Q…. Kaisa Hai JioFi Device,  Iski size kya hai, JIOFi Ka use kaise kare?
JIOFi Itna Portable hai,Ki ye Aapke Jeb me bahut hi Asani Se Feet ho sakta hai. Isse Aap Aasani Se use bhi kar sakte, JIOFi Ko Jio SIM Ke Sath set-up kaise kare ye bhi Mai aapko Aage bataunga. AAPKO jakar Khusi hogi ki ye ek Rechargeable Battery ke sath Aata hai, Aise Hum JIOFi Ko Dusri language Me Ghar baithe Seva Dene wala Dusri machine Use kar sakte hai.
Q…. JIOFi Kitni Subidha De rahi hai, Yani JioFi Se Hum kya-kya ajar sakte hai.
1….. JIOFi Device Aapke Ghar Par Bilkul WiFi ki tarah work karti hai.
2….. JIOFi Ke jariye Aap Pure family mikar ek sath ek Jio SIM me Internet use kar sakte hai.
3….Agar Aap JioFi Device lete hai, To aapko Ek Reliance Jio SIM Bhi free me Milenge .
4……JIOFi Device me SIM lagakar Aap 3 Month tak internet Ka maza le sakte hai.
5…. User Apne smartphones par JioJOin App Download kar sakte hai, Jisse user JIOFi ke jariye Calles aur message bhi bhej sakte hai, Isse Download Karne ke liye ye padhe.
Ab Itna Sub Janne ke bad Aapke man me ek aur sawal aaya hoga. Kya Hum JIOFi Device se Hum Dusre SIM Ko connect Kar sakte, Yani JioFi Device Me Jio SIM Ke alwa Dusre network ka SIM Kaise Use Kare
Ji ha Aap isse Device me Aap Koi bhi SIM card use kar sakte hai, Aur koi bhi SIM Ko Aap hotspot bana sakte hai, Jise aap ek sath 10 Dost Masti kar sakte hai.
Q…. JIOFi Device kaise kharide?
Bahut hi aasan hai,Thodi Muskil bhi hogi to mai aapko Bilkul hi aasan Tarika Bata raha hu, Is Device ke bare me kaise kharidenge. Isse kharidne ke liye Aapko Reliance Jio Store me Jana hoga. Waha Kya Jaruri Pad Sakta hai.
1….. Aap 2 Pasport Size Photo le le.
2….. Aap Koi ek document le le, Aadhar card Jarur le, Aadhar card lene se jayada paresani nahi hoti hai.
3….. Aap Waha Jane ke bad uske Staf ke dawara aapko Ek form diya jayega. Uss Form Ko Aap Flip Kar le.
4…..Iske Bad Aap Is number par 180089011977 Call karke , Televerification Karwa le.
5…. Kuchh Der me aapko SIM activate ho jayegi.
Q….. JIOFi Device Avi Kitne Rupe Me Mil Jati hai?
Aise Company ne surawati daur me Iske bare me details se nahi batai thi, Ki iska price kya hoga,But Kuchh Days bad 2900 Rupe iska Rate rakha gaya tha, Philhal Isse maine 1050 Kharida,  Aise Iski kimat 900 Rupe Hi Hai, Thoda maine Iske sath jayada Chheda hai, Isliye Mujhe Kuchh Rupe jayada dene pade.. Aise Avi Reliance Ki speed Achha mil rahi hai. Bich me slow hua tha.Q….. JIOFi Ke Sath Kya-Kya Free Me Diya Ja raha hai.
Iske sath aapko Warranty,  M2Router,Usb, Adopter,Aur bhi Aise Mai sabhi ke bare me aapko bata raha hu.
Isme aapko 2300 MH ki battery Di ja rahi hai,Jo 6-7 Hr avi Backup de rahi hai. Aise Company Ne 10 device Hi Lagane kp kaha hai, But Maine 25+ Device Joad ke Dekha phir bhi work kar rahi hai. Aap Ek SIM se internet ke alwa, Aap voice call bhi kar sakte hai. Aapko Isme ek USB data cable bhi diya ja raha hai, M2Router bhi. Aapko iske sath ek warranty card bhi diya ja raha hai, Aur ek LI Aayan battery. Isme aapko Ek sd card Lagane ki bhi sloat mil rahi hai. Jisme Aap 32 GB tak ke memory card ko use kar sakte hai.
Ab Jum Janenge sabse aham bat, JIOFi Device Ko Kaise karenge Set-up? कैसे करेंगे सेटअप?
Ab Aap hamari har ek step ko flow kare.
Step        :;:   1
Sabse pahle Aap JioFi Device ke dabba me se device ko nikale .

Step        :;:   2
JIOFi Device ka back cover open kare.
Step        :;:   3
Ab SIM Ko hotspot Tre me dale.
Step        :;:   4
Iske Bad SSID aur PASSWORD ko write kare,
Note –::: Ye password aur SSID Sim tra me likha hoga.Step        :;:   5
Ab Aap back Cover Ko wapas laga de.
Step        :;:   6
Ab Aap power button ko Dabaye, Yad rahe power button ko Aap tab tak paress kare,Ki Jub tak Top Lite Na Dikhne Lage.Q…. SSID aur password ka use kaha hota hai? Aur isse kaise use kare, 
SSID aur password ka jarurat login Karne ke liye kiya jata, Haalnki Aap isse change bhi kar sakte hai. Agar Aap badlne me asmarth ho rahe hai, To hame comment me bataye.
Is Device ke jariye Aap 10-25 Mbps/Sec Ka speed milti hai. Ye Bhi Jane 
**30 Website Jisse Hum free me smartphones application bana sakte hai
Q….. JIOFi Device Ko hum Kitni range tak use kar sakte hai, Jayada Range tak use karne ke liye Kya  kare?
Isse Aap 2BHK Apartment ke liye Bilkul Sahi hai, Agar Aap chahte hai, Mai isse jayada area tak use karu.Aapko Repetar use karna padega.Q….JIOFi Ka use hum kaha-kaha kar sakte hai?
Abcos ye bhi koi puchhne ki bat hai, Aap isse kahi bhi use kar sakte hai. Isme Koi paresani nahi,Aise maine upar bata chuka hu isse aap jab me bhi use kar sakte hai.
Reliance JIOFi Ke bare Me maine puri jankari, batane ki koshis Kiya, Agar Isme aapko lag raha Kuchh aur point honi chahiye, To Aap hame bataye, Mai Aapke point ko apne post me Samil kar dunga.
Share:
Read More

Tuesday, March 7, 2017

Toll Free Reliance Jio Customer Care Number 2017

>>>>> Reliance Jio Customer Care Number (Toll Free) >>>>>



Number

              Details
198 or 199 : To dial this code, you must be having verified Jio sim card. This number will not connect if you are trying to call from other networks like Airtel, Idea etc.  
1860-89-33333 :   Use this number if you want information about Jio network or if you are interested in buying new connection.   
1800-103-8877 : If above numbers are not working, then try this toll free number.

Helpline Number for Other Network Users

Sometimes, when you call on 1977 for tele-verification it will not connect in the first attempt. Even for other outgoing calls, you might get an error like ‘all lines are busy’. So, in this situation you just can’t speak to customer care from existing Jio sim. This is when you need to call CC using another operator.
If you are on different network like BSNL, docomo, idea then just call 1800-88-99999 to solve the problem.


















Share:
Read More

Tuesday, January 24, 2017

Jio Sim Use Karne Ke Fayde Or Nuksan

Jio Sim Use Karne Ke Fayde Or Nuksan

www.hindimehelpguru.com
Hello dosto aaj hum bat kare ge jio sim ke bare me or is post me aap ko jio sim ke fayde or nuksan bataunga.
Dosto me bahut din se jio ke fayde or nuksan ke bare me logo se sun rha hu koi is ke fayde batata hai to koi is ke nuksan to dosto mene in sab bato ke bad jio sim ki bahut information nekali or muje bahut se bate patachle aaj me is post me un sab bato ko clear kar ne wala hu.
Jio Sim Ke Fayde Or Nuksan
Q 1- Mene bahut logo ke muh se suna hai ki jio sim use nhi kar ne chahiye is se humare phone me problem aasak te hai.
Ans- Aayesa kuch bhi nhi hai dosto kya aap bhul gaye hai ki jio sim Reliance company ki sim hai or reliance company India ke Top 10 me se ek hai agar hume is sim se koi nuksan hona hota to reliance kbhi jio sim ko lunch nhi kar ta or aap ne abhi tak aaise koi tv news bhi nhi sune hone ki jio sim use kar ne se kise ka phone kharab ho gya.
Q 2- Jio sim pane ke liye bhut mehnat kar ne pad te hai or ye stores pe out of stock hoti hai.
Ans - Ji haan dosto jio sim pane ke liye mehnat to kar ne padte hai or hume is ke liye laino me bhi khada hona padh ta hai or kuch log to jio sim black bhi kar rhe hai or digital stores pe bhi out of stock hota hai  but dosto ab ye problem dheere dheere solve bhi ho rhe hai or ab dekha ja rha hai ki jio apna stock fastly bhej rha hai apne digital stores pe or bahut logo ko sim mil bhi gaye hai so i wish ki aap ko bhi jio sim mele.
Q 3- Jio hume free me internet and calls unlimited kyo de rha hai. 
Ans - Dosto ye ek simple se bat hai jab koi new company open hote hai to us ko logo tak pahuchane ke liye kuch offers dene padh te hai nhi to log us company ko nhi jan te or us ko dhekh te bhi nhi or ye to vaise bhi jio hai new name to is ko popular kar ne ke liye company ye sab best offers de rhi hai or agar hum bari companies ki bat kare to dosto aap ne dhekha hoga ki baki companies apne product ko popular kar ne ke liye apna jada diyan Ads and banners me lagate hai or is se kuch time me un ka product popular bhi hojata hai par Jio ne offers nekale vo bhi free me unlimited internet and calls ke is ki waja se logo ko bahut jald jio ke bare me pata chala.  

Q 4 - Jio ki calls drop kyo hote hai.

Ans - Ji haan dosto is time call drop ki problem aarhi hai par aaisa nhi hai ki all call drop ho baki jo humari calls drop ho rhi hai jio us ki complaint bhi kar rha hai baki companies se kuch companies hai jo jio ki calls ko drop kar rhi hai jio ki call apni company ki sim pe nhi aane derhe hai par dosto aane wale kuch time me ye problem bhi solve ho jayege.

Q 5 - Jio sim kyo use kre.

Ans - Dekhiye dosto mera to ye manna hai ki jio hume itna badiya offer de rhi hai 4G internet ka or daily 4gb tak ki limit hai to dosto hume 4gb data free me mel rha hai wo bhi 90 dino ke liye or agar bat kre baki internet packs ki to 4gb 4G Data hume kam se kam 6oo se 700 ke bich milta hai to fast internet use kar ne ke liye jio sim best hai or 4gb data bahut hota hai par day to is ke liye bhi hum jio sim use kar sak te hai or dosto agar aap par day 4gb khatam bhi kar dete hai to bhi aap ka net chalta rhe ga par us ki speed slow hojati hai.


To dosto mene is post ( article ) me aap ke kuch question ka answer diya hai agar in sab sawalo me se aap ka bhi koi sawal hai to aap ko aap ki bat ka jawab mela hoga agar aap humse koi baat puchna chahte hai to comment box me likh de.

 Dosto is post ko apne friends me shear kare jis se aap ke dosto ko bhi jio ke fayde or nuksan ke bare me pata chal sake. 
Share:
Read More