Tuesday, July 25, 2017

Khud Ki Website Banakar Kaise Kamaye Paise - Janiye Hindi Me

Aaj Kal Public Internet Ki Duniya Ma Bahut Intrested Hai But Bahut Se Logo Ko Ye Pata Nahi Hai Ki Internet Se Ghar Baithe Paise Bhi Kamaye Ja Sakte Hai, Isliye Dosto Mai Aaj Aapko Ye Batane Ja Raha Hu Ki Aap Log Khud Ki Website Bana Ke Paise Kaise Kama Sakte Ho !!!

Ku6 Waqt Pehle Site Banana Bahut Mushqil Tha Kyoki Iski Jankari Nahi Mil Pati Thi Ki Website Kaise Banaye !!! Lekin Aaj Aisa Nahi Hai, Aaj Aap Google Se Ku6 Bhi Information Hume Fatak Se Mil Jati Hai,
Aajkal Site Banane K Liye Hume PHP, JAVA, HTML Na Gyan Nahi Hai To Bhi Koi Tensan Nahi, Google Ne Aaj Aise Software Bana Liye Hai Ki Aap Aaram Se Blog, Wordpress, Youtube Me Channel Bana Ke Ya KisiI Devloper Se Site Bana Ke Aaram Se Ghar Baithe Paise KAMA Sakte Ho.........


>>>   Pehle Janate Hai Ki Free Me Website Kaise Bnaye ???

Khud ki website ya blog banana bahut se logo ka sapna hota hai. Lekin unhe pata nahi hota hai ki website kaise banti hai aur kahan par banate hai. Agar aap bhi website banane ke liye koi tarika thund rahe hai. To aapko website banane ka tarika aaj main bataunga. Jise padhkar aap khud ki free website bana payenge wo bhi sirf kuch minute me. Iske liye hum Google par free website banane ka tarike janenge. Google blogger par bahut se log bina paise diye website banate hai, aur paise bhi kamate hai. Aayiye ab jante hai ki free website kaise banaye step by step Hindi me !!!

Google par website kaise banaye

Jaisa ki aap jante hai Google internet ka sabse bada naam hai. Google bahut sari free service chalata hai jaise Gmail, YouTube, Google+, Play store etc. Aise hi Google free website banane ke liye ek service chalata hai, jise Blogger kahte hai. Google blogger par koi bhi free me website bana sakta hai. Iske liye koi charge nahi dena padta hai. Google par free website banane ke liye aap step by step puri jankari ko padhe. Aur apni khud ki website banaye.

Step 1 – Blogger par account banaye

Sabse pehle aapko Google blogger par account banana hoga. Blogger par account banane ke liye aapko Gmail ID ki jarurat padegi. Agar aapke paas Gmail ID hai to is Link par click kare. Link open hone ke baad SIGN IN par click kare. Sign in form open hone par apne Gmail ID se login kare.



Step 2 – Select profile

Login karne ke baad profile select karne ke liye 2 option show honge. Yahan par aapko “Create a limited blogger profile” select karna hai.  Uske baad apna name ya nick name enter karna hai. Name enter karne ke baad continue kar de.

Step 3 – Set Domain Name

Ab aap free website banane ke liye tayyar hai. Profile select karne ke baad welcome page par “Create New Blog” dikhai dega, is par click kare. Ab website name aur address ke liye page open hoga.
google par free website kaise banaye
  • Title – Yahan aapki website ka title likhe. Aap jis topic par bhi website bana rahe hai uske baare me ek badhiya title likhe.
  • Address – Is field me aapki site ka address aayega. Hum ise domain name bhi kah sakte hai. Aapko yahan par aapki site ke liye ek accha sa address (Domain) choose karna hai. Aap jis topic par site bana rahe hai us topic ke keyword ko jarur use kare. Bahut se address pahle se select kiye jaa chuke hai isliye “address is not available” hone par address me kuch changes karte rahe.
  • Template – Ye website ki design hai. Aapko jo template accha lage use select kare. Aur fir “Create blog” button par click kar de.
Kuch hi der me google par blog bankar tayyar ho jayega....


Free Website Kaise Banaye Step By Step Puri Jankari

Free website kaise banaye

google par website kaise banaye
Free website kaise banaye
Google par Free website kaise banaye. Khud ki website ya blog banana bahut se logo ka sapna hota hai. Lekin unhe pata nahi hota hai ki website kaise banti hai aur kahan par banate hai. Agar aap bhi website banane ke liye koi tarika thund rahe hai. To aapko website banane ka tarika aaj main bataunga. Jise padhkar aap khud ki free website bana payenge wo bhi sirf kuch minute me. Iske liye hum Google par free website banane ka tarike janenge. Google blogger par bahut se log bina paise diye website banate hai, aur paise bhi kamate hai. Aayiye ab jante hai ki free website kaise banaye step by step Hindi me?

Google par website kaise banaye

Jaisa ki aap jante hai Google internet ka sabse bada naam hai. Google bahut sari free service chalata hai jaise Gmail, YouTube, Google+, Play store etc. Aise hi Google free website banane ke liye ek service chalata hai, jise Blogger kahte hai. Google blogger par koi bhi free me website bana sakta hai. Iske liye koi charge nahi dena padta hai. Google par free website banane ke liye aap step by step puri jankari ko padhe. Aur apni khud ki website banaye.

Step 1 – Blogger par account banaye

Sabse pehle aapko Google blogger par account banana hoga. Blogger par account banane ke liye aapko Gmail ID ki jarurat padegi. Agar aapke paas Gmail ID hai to is link par click kare. Link open hone ke baad SIGN IN par click kare. Sign in form open hone par apne Gmail ID se login kare.

Step 2 – Select profile

Login karne ke baad profile select karne ke liye 2 option show honge. Yahan par aapko “Create a limited blogger profile” select karna hai.  Uske baad apna name ya nick name enter karna hai. Name enter karne ke baad continue kar de.

Step 3 – Set Domain Name

Ab aap free website banane ke liye tayyar hai. Profile select karne ke baad welcome page par “Create New Blog” dikhai dega, is par click kare. Ab website name aur address ke liye page open hoga.
google par free website kaise banaye
  • Title – Yahan aapki website ka title likhe. Aap jis topic par bhi website bana rahe hai uske baare me ek badhiya title likhe.
  • Address – Is field me aapki site ka address aayega. Hum ise domain name bhi kah sakte hai. Aapko yahan par aapki site ke liye ek accha sa address (Domain) choose karna hai. Aap jis topic par site bana rahe hai us topic ke keyword ko jarur use kare. Bahut se address pahle se select kiye jaa chuke hai isliye “address is not available” hone par address me kuch changes karte rahe.
  • Template – Ye website ki design hai. Aapko jo template accha lage use select kare. Aur fir “Create blog” button par click kar de.
Kuch hi der me google par blog bankar tayyar ho jayega.

Step 4 – Create post

Free website ban jane ke baad ab aap apni site par post likh sakte hai. Post likhne ke liye “New Post” button par click kare.
free website banane ka tarika
Post editor open hone ke baad post ka title aur post likhkar publish kar de.
Apne blog ko dekhne ke liye left hand side me “View Blog” button par click kare.
free website kaise banate hai
Ab new window me aapka blog open ho jayega. Jahan par aap apni post bhi dekh sakte hai.

Free website ka fayda

Jaisa ki maine bataya Google par free website kaise banate hai. Iske liye aapko koi charge nahi lagta hai. Ye google ki taraf se free service hai.



App apni website par kisi bhi topic par likh kar post kar sakte hai. Agar aapne apni site par acchi posts likhi hai aur aapke blog ko traffic milne lag jata hai. To iske baad aap apni site se paise bhi kama sakte hai.
Maine aapko free website banane ka tarika bata diya hai. Ab aap aasani se apni khud ki website bana sakte hai. Kisi bhi tarah ki problem aane par aap mujhse help le sakte hai.
Tags – Google par website kaise banaye, Website banane ka tarike Hindi me, Free website kaise banaye, Create free website, Blogger par free blog kaise banaye.




Website se paise kaise kamaye

Ab jante hai website se paise kamane ke tariko ke baare me. In tariko se kai website owner ghar baithe apne blog se paise kamate hai. Kai Indian blogger bhi apni site se paise inhi tariko se kama rahe hai.


1. Adsense

  Kisi bhi tarah ki site aur blogs par adsense se sabse jyada paise kamaye jaa sakte hai. Adsense kisi bhi dusri ad service se behtar hai aur sabse jyada paise deta hai. Adsense se paise kamane ke liye hume adsense ke approved account ki jarurat padti hai. Adsense account approve ho jane ke baad hamari site par adsense ke ads show hote hai. Aur jab bhi koi visitor adsense ad par click karta hai to hume uske paise milte hai. Adsese ke baare me detail jankari ke liye ye post padhe.

 

 

2. Sell ad space

Agar aapki site popular hai aur aapki site par visitors bahut jyada hai to aap apni site par ad space ko sell kar sakte hai. Aapki site jis topic par hai usse related koi company apne product ya service ka ad aapki site par show karne ke liye aapko paise de sakti hai. Iske alawa aap khud apni site par ad space sell karne ke liye ek ad laga sakte hai aur monthly us space se paise kama sakte hai.



3. Sell Ebook

Agar aap kisi topic me expert hai aur sab kuch jante hai to aap apni khud ki Ebook banakar apni site se sell kar sakte hai. Ebook bechkar bahut se blogger paise kamate hai. Aap bhi apni Ebook bechkar apni site par paise kama sake hai.


4. Affiliate Program

  Affiliate Program me aap kisi bhi e commerce company ke product bechkar paise kama sakte hai. Amazon, flipkart aur snapdeal jaise top companies apne affiliate partner ko product bikne par 2% se lekar 10% tak commission deti hai. In sites par aap badi asani se apna affiliate account bana sakte hai. Uske baad aapko product ki link apni site par show karne hoti hai. Aur jab bhi koi visitor aapki site par us product link ko click karke use kharidta hai to aapko commission milta hai.

 

 

5. Promote links

Aap apni site par dusri sites ki link ko promote karke paise kama sakte hai. Ye ad space sell karne ki tarah hi hai. Lekin isme sirf ek link hi hoti hai. Jis se aapki site par jagah ki kami nahi hoti hai. Link space sell karne ke liye app apni site par link promote ka ad aur price likh sakte hai. Aur jab bhi koi use dekhega aur agar wo interested hoga to aapse contact karega aur apni site ki link promote karne ke liye aapko paise dega. Uske baad aap us link ko promote karke monthly paise kama sakte hai.




6. Sell your own product

Agar aapke paas khud ka ek business hai aur aap koi product banate hai. To aap apni site ki madad se apne khud ke product ko sell kar sakte hai. Is tarah aap apne business ko badha sakte hai aur website ke jariye apna product bech kar jyada paise kama sakte hai.



7 Other ad networks

Adsense ki tarah hi bahut se dusre ad network bhi hai jo adsense ki tarah kaam karte hai. Lekin adsense jitna paisa nahi dete hai. Agar aapki site adsense se approve nahi ho rahi hai ya aapki site ka content adsense ki program policies ke khilaf hai. To aap dusre kai tarah ke ad network ko apni site par lagakar paise kama sakte hai. Kuch popular ad network jinka aap apni site par use kar sakte hai.


Final words

Me aapko website se paise kamane ke kuch khaas tarike bata chuka hoon. Aap apni site or blog par 1 ya 2 tariko se ek sath paise kama sakte hai. Lekin inme se koi bhi tarika tab aapke kaam nahi aayega, jab tak ki aapki site par visitors nahi aayenge. Iske liye aapko SEO optimized site banani hogi aur site ki quality ko maintain rakhna hoga.



Share:

Related Posts:

0 comments:

Post a Comment