Tuesday, June 13, 2017

Facebook Me Profile Custom Url Aur Username Kaise Banaye Ye Jaaniye Hindi Me

 Hello My Friends......
Mere Pyare Dosto Simple Facebook Account Ko Professional Account Me Convert Kar Denge Ji Ha Aaj Mai Bataunga Ki Kaise Aap Apne Facebook Profile URL Ko Ek Standerd URL Bana Sakte Ho...............



Aap Logo Ne Dekha Hoga Jub Hum FB Account Banate Hai To Facebook Name Is Type Ki URL Dete Hai  Facebook.com/3480067678 Dekhne Me Bhi Kharab Aur Yaad Karna To Bhul Hi Jao... Ab Aap Mera Facebook Profile URL Dekhe https://www.facebook.com/starmastii/ Aap Ise Aasani Se Yad Bhi Kar Lenge Aur Jab Jarurat Pade To Url Bad Me TypeKarke Aap Hamare Facebook Account Tak Aaram Se Pahuch Sakte Hai.......



>>>>>Facebook Profile Username Kya Hai , Kise Kahte Hai  Ya Facebook URL/Link Kya Hota hai (फेसबुक प्रोफाइल यूजरनाम क्या है ,किसे कहते है फेसबुक यूआरएल/लिंक क्या होता है) ?

Jub aap apne facebook account ko banate hai To uss Time aap apna email ya Phir Mobile number par banate hai to hamara username email ho jata hai yani jub bhi hum kahi apna account open karte hai to koi email dekh le isse problem ho sakti hai To hum us name ke jagah apni pasand ka koi name yani Custom name ko banana hi username kahlata hai  Jaise mera  anytechinfo1

>>>>Computer/PC se facebook Profile Custom URL kaise banaye (कंप्यूटर / लैपटॉप से फेसबुक प्रोफाइल कस्टम यूआरएल  कैसे बनाये )   

To hamne upar username ka use samjh liya jub hame kisi Dost ko apna facebook account batana ho to hum usse apna username bata denge wo aasani se dhundh lega Ek bat aur mai aapko bata Du ye trick fllowe karne se pahle Aap apne account se apna mobile number  verify jarur kar le

(A).  facebook account Ko apne Mobile Number Se Verify Kaise kare ( फेसबुक अकाउंट को अपने मोबाइल नंबर से वेरीफाई कैसे करे )

  1. Sabse pahle aap settings me jaye
  2. Settings me jane ke bad aap left side dekhe Notification, Mobile ,Public post Etc  aur bhi option hai aapko isme se mobile par tab karna hai
  3. Ab Inbox me aap apna mobile number add kare
  4. Iske bad aapke number par ek Configration Code jayega Wo enter karna hoga uske bad aapka number successfully add ho jayega yani aapka Number Verify Ho gaya

Facebook Profile username Set kaise Kare  ( फेसबुक प्रोफाइल यूजरनाम सेट कैसे करे )
  1. Sabse pahle aap settings me jaye aur
  2. General Option par Click kare
  3. Ab aap yaha ye dekh sakte hai username ka option dikhenga aap edit par click kare
  4. Ab aap Jo username Apne account ke liye rakhna hai usse Type kare Agar wo username available Hoga To waha show kar dega
  5. Ab aap Save par Click kare
 Friends Aapka Custom UserName Ban Chuka Hai...Koi Dikkat Aati Hai To Comment Plz.....
Thank You Friends......
Share:

Related Posts:

0 comments:

Post a Comment