Hello dosto aaj hum dekhe ge ki 125 me Godaddy pe domain register kaise kar te hai aap to jaan te hi hai ki Godaddy website India me domains ke liye kitne mashur hai all most log godaddy ko select kar te hai vo is liye ki godaddy ek trusted website hai or is pe domain register kar na bhi bhut aasan hai vaise to dosto or bhi bhut se websites hai domain register ke liye Hostgator, Bigrock, Bluehost ye sab bhi trusted companies hai but aaj hum Godaddy.com pe domain register kar na sekhe ge jab hum koi new website banana chahte hai to us ke liye sab se phle us ka name ( Domain ) register kar na hota hai.
(EX) Kyo ki hum jab ek new company khol te hai to us ki pechan us ke name se hoti hai ase hi ek website hote te hai jab tak humari website ka name nhi hoga tab tak hume koi internet pe nhi dhond paye ga is liye aap jis kam ke liye apni website bna rhi hai us hi ke hisab se apna domain name register kre jaise mene kiya hua hai HindiMeHelpGuru.com mene ek helping website banani thi is liye mene ye name select kiya aap bhi apne kam ke hisab se apna name select kre dosto aap jitne kum words ka or ache name ka domain register kre ge aap ke liye utna hi acha hoga aap soch rhe hoge ki English domain name mel te hai kha hai but dosto is time hindi domain bhut available hai so i wish ki aap ko ek acha name mele ga chaliye dekhe te hai ki domain register kaise kar te hai.
App ko sab se phle google pe godaddy search kar na hai search kar ne ke bad apke samne bhut se option aarhe hoge but us me ek option 125.com ke name se aarha hoga aap ko us pe click kar na hai.
click kar te hai aap ke samne ek search box aarha hoga is me aap ko apna
domain name search kar na hai jo aap rakh na chahte hai apni website ke
liye.
Name select kar ne ke bad aap ko continue to cart pe click kar na hai
click kar ne ke bad aap ke samne kuch chege aaye ge aap is ko uhi rhne ge or nhiche aake continue to card pe click kre.
continue to cart pe click kar ne ke bad aap ke samne aap ke domain ki
details aaye ge ki aap apna domain kitne time ke liye register kar na
chahte hai aap abhi 1 year pe hi rhe.
us ke bad aap Proceed to checkout pe click kre.
continue pe click kar ne ke bad apke samne ek form aaye ga aap is ko padh kar apne hisab se bhar de or jab aap apni details bhar de to neeche aana hai payment information is pe aap ko Debit card select kar na hai.
or us ke bad continue pe click kre is ke bad vo aap se aap ki
bank detail poche ga ki aap kon se bank se payment kar na chahte hai aap
is me apna back, select kar le select kar ne ke bad aap ko apna card
no, cvv no, ye card ke back me hota hai four words ka or expiry date ye
bhi aap ke car par hote hai or is ke bad Make Payment pe click kar de ab
last step apke samne ek page aaye ga us me vo aap se otp code mage ga vo code aap ke mobile number pe aaye ga jo back account se juda hua hai vo code aap ko is me dal na hai.
otp dal ne ke bad submit pe click kre is ke bad aap ke phone pe
massage bhi aaye ga ki aap ka kita balance kta hai aap ke bank account
se vo aap ke account se 137 rupee kat te hai.
0 comments:
Post a Comment