Hello Dosto
Hum sub jante hai ke aaj kal ke sabhi log social sites ka use karte hai,usme Messenger,facebook,tweter,instagram,,whatsapp ka use bacche se lekar bade loge bhi karte hai,WhatsApp kya hai WhatsApp ki puri jankari hindi me.dosto hum Aap ko batayenge ki Whatsapp kya hai uar usko kisane banaya tha.
Aaaj Hum aap ko WhatsApp ki History ke barey main bataney ja rahey hain. Laking is sey phelay hum whatsApp kya hai ye bhee ek baar Jaan lein. WhatsApp se text messages, documents, images, video, user location and audio media messages bhej saktey hain, kisi aur mobile per jo WhatsApp use kar raha hai. WhatsApp ko use karney ke liye mobil me Internet ke service hona Zaroori hai.Isme aap ko alag se acount bananeki jarurat nahi hai. samne vale parson ka mobil no se hi aap sheyring aur chat kar sakte hai.
Whatsaap subse popular mobil app hai isiliye app ise computer Usko destok client version hai jo iske liye banaya gaya hai to app usko use kar sakte hai. WhatsApp Ko Lagh Bhag one billion ( Ek Arab, ) Log istemal kar rahey hain. Lakin kam log jantey hain ki whatsApp Kisney Banay hai. WhatsApp ka malik kon hai, WhatsApp ki History kya hai.
Jan koum ne Ernest and young Company me sicurty tester ki job ki thi.uske bad unhone Yahoo company me job ki vaha unki mulakat Brian Action se ho gayi.undono ne 9 years tak yahoo me kam kiya.vaha dono ki 4 lakh dolars ki seving ho gayi.
WhatsApp ki services ko use kareney ke liye phelay paisy lugtey the, kyoki verification ke liye message bhejney main paisey lugtey hain.
WhatsApp application kosabsey phelay November 2009 ko only App Store me iPhone ke liye launch kiya gaya tha. phir baad mein January 2010 me BlackBerry smartphones ke liye, phir Symbian OS ke liye May 2010 me launch kiya, aur Android OS ke liye August 2010 me whatsApp ko launch kiya gaya tha.
Hum sub jante hai ke aaj kal ke sabhi log social sites ka use karte hai,usme Messenger,facebook,tweter,instagram,,whatsapp ka use bacche se lekar bade loge bhi karte hai,WhatsApp kya hai WhatsApp ki puri jankari hindi me.dosto hum Aap ko batayenge ki Whatsapp kya hai uar usko kisane banaya tha.
Aaaj Hum aap ko WhatsApp ki History ke barey main bataney ja rahey hain. Laking is sey phelay hum whatsApp kya hai ye bhee ek baar Jaan lein. WhatsApp se text messages, documents, images, video, user location and audio media messages bhej saktey hain, kisi aur mobile per jo WhatsApp use kar raha hai. WhatsApp ko use karney ke liye mobil me Internet ke service hona Zaroori hai.Isme aap ko alag se acount bananeki jarurat nahi hai. samne vale parson ka mobil no se hi aap sheyring aur chat kar sakte hai.
Whatsaap subse popular mobil app hai isiliye app ise computer Usko destok client version hai jo iske liye banaya gaya hai to app usko use kar sakte hai. WhatsApp Ko Lagh Bhag one billion ( Ek Arab, ) Log istemal kar rahey hain. Lakin kam log jantey hain ki whatsApp Kisney Banay hai. WhatsApp ka malik kon hai, WhatsApp ki History kya hai.
Jan Koum :
Borne:
Jan Koum ne WhatsApp Banaya tha,Jan Koum Ka janm 24 february 1976 uk ke Krive saher me huva tha.vah Krive ke fastive gav me unka Bacpan bita tha.Unke Mata uar pita ka koi or santan nahi tha.Unki Mata ek House wife thi aur pita ek samany majdur the.vaha ke Gav ke Halat Bahut hi Karab the.Bacho ke School me Bathroom bhi nahi the.Vaha 20 dgree thand me bhi Baccho ko Bahar Bane Bathroom me jana padta tha.to us vaqt technology ki Bat hi nahi kar sakte.Education And Job:
keval 16 year ki Umra me Vah America apni mata uar dadi ke satha agaye.vahah American sarkar ki sahayta se vah do room vale flet me rahne lage.Vaha Jakar Unki mata Bebisitar uar Jan koum khud ek glosary store me cliner ka kam karne lage.uske bad unko Pograming me interst huva.Isiliye 18 sal ki umrah me unhone san jose university me admission liya.jan ek Samany student the.19 years ki umrah tak unke pass computer nahi tha.vah Book stole me jakar computer pograming ki book late uar usko padhne ke badh vapas usko bech dete the.Jan koum ne Ernest and young Company me sicurty tester ki job ki thi.uske bad unhone Yahoo company me job ki vaha unki mulakat Brian Action se ho gayi.undono ne 9 years tak yahoo me kam kiya.vaha dono ki 4 lakh dolars ki seving ho gayi.
WhatsApp ka Idea kahase aya:
yahoo ki job sodane ke Facebook me job ke liye gaye lekin vaha mana kar diya.Un dino America me whats up Word famous tha.jab bhi koi do log milte tab bolte ki “whats up”bolte,yeh words HELLO Jitana famous hogaya tha,jaise india me “Namste’ aur “Kaisa chal raha hai’,Ye words samany tor par bole jate hai.Jab JAn koum ne iphon karida tab usko ek nai App ko Saruat karne ka plan aya tha.to unhone WhatsApp Nam ki Aap ko chalu kiya.Whatsapp ki History:
Jan koum ne 24 february 2009 ko ek Comapny banayi uska name whatsApp Inc,rakha.Comany ke chalane me bahut dikkate ayi thi lekin Brian or Yahoo ke Karmachariyo ki help se unhone kam suru kiya.vah dandke mosam me bhi kam karne lage. WhatsApp Messenger ek American proprietary cross-platform instant messaging Software hai, Koum ne ye name “WhatsApp” isliye choose kiya kyoki ye “what’s up” se Milta julta tha.undono ne facebook me job ke liye eplay kiya tha lekin unko facebook ne rijeckt kiya tha.lekin whatsaapp ki mang intani bad gayi ki sabhi loge whatsapp ke diwane ho gaye.Mark zukerberg jo facebook ke inc ke CEO hai Unhone Jan koum ko riqvest beja or whatsapp ko 19 february 2014 ko Us $19.3 bilion me karida lekin whatsapp ke CEO Jan koum hi Hai.whatsApp Inc.,Mountain View,california,united states me hai.WhatsApp ki services ko use kareney ke liye phelay paisy lugtey the, kyoki verification ke liye message bhejney main paisey lugtey hain.
WhatsApp application kosabsey phelay November 2009 ko only App Store me iPhone ke liye launch kiya gaya tha. phir baad mein January 2010 me BlackBerry smartphones ke liye, phir Symbian OS ke liye May 2010 me launch kiya, aur Android OS ke liye August 2010 me whatsApp ko launch kiya gaya tha.
0 comments:
Post a Comment