Parichay(introduction):-
Computer Hamare(User) Dwara diye gaye Vibhhin Prkar ke DataThatha
Nirdesho ko Sangrahit karta hai. Jese Dvani,
Sankhya,Tekshs,Graphiks,Rekhachitra Aadi.ye Sabhi data or Nirdesh
Alag-Alag Hote He.Lekin Computer me in Sabhi data or Nirdesho Ko Ek hi
Bhasa or Swarup me Sangrahit Kiya Jata hai.ye Swarup 0 or 1 Ke Rup me
Hote He.User Dvara Diye Gaye Sabhi Prakar Ke Data Or Nirdes Data
Pratinidhitva Ke 0 Or 1 in do Anko me Parivartit ho Jate he.is Prakriya
Ko ‘Data-Nirupan’ Kahte hai.Data Nirupan do Kriyao Ke Madhyam Se kiya
Jata hai.(1)Analog operations:-
Jin Kriya o ko Karne ke liye Ankoka use Nahi Kiya Jta Jankriya Ko Analog Kriya ye Kaha Jata he.Science Or Engineering ke kamo me Analog Kriya o ka Upyog kiya jata he.kyo ki in me Bhottik Matra o ka upyog jyada kiya Jata he.jese ki-spidomitear,voltamitear,Tharmomitear,
(2)Digital Operation:-
Adhunik Computer Digital Iloctronic Paripath Dvara Nirmit hote he.Is Paripath ka mukhya bhag tranjister hota he jo do Vasthao ko 0-1 me kary karta he.Computer me Data ko vykt karne vali in do Avastha o ko Sammilit Rup se Baibarin Snkhya Pranali (binary number system) kahte he.Binary ko Bit bhi kha jata hai
.
4 bites=1 Nibal ,
1024 bites=1 kilobite(KB),
1024 kilobite=1 megabite(MB),
1024megabite= 1 Gigabite(GB),
1024Gigabite= 1 terabite(TB)

0 comments:
Post a Comment