hello dosto aaj mai aap logo ko is post me batane ja raha hu ki agar aap
apne paytm account ka password bhool gaye hai to paytm account me login
kaise kare. to dosto agar aap janna chahte ho ki paytm account me bina
password kaise login karte hai to is post ko end tak dhyan se padhate
rahiye. dosto bahut se logo ne mujhse
facebook par massage karke
pucha ki "sir mai apne paytm account ka password bhool gaya hu ab mai
dobara paytm account me kaise login karu." to aaj mai aap logo ko is
post me isi ki jankari dene ja raha hu. dosto mai aap logo ko bata du.
paytm account ka password bhool jane par usko dobara reset karna bahut
hi jyada asan hai. but agar pata nahi hai to bahut hard hai. ok koi nahi
aaj ham sikh hi lete hai ki kaise paytm account me bina password login
kar sakte hai. to ham apko step by step paytm password ko reset karne ki
jankari dete hai.
How to Reset Paytm Password-
Step 1- sabse pahle aap paytm app ko open kare. aur sabse niche
Profile ke option par click kare. usake bad
login to paytm par click kare.
 |
click on profile |
########
 |
click on hello login to paytm |
Step 2- ab apko yaha apse paytm account ka number (mobile number
jisase paytm account bana hai) aur password puchega. to apko paytm
account ka number to pata hoga. but apko paytm ka password pata nahi
hoga. to isake liye apko jaha paytm password dalne ka option hota hai
usake niche apko ak option dikhayi dega.
Trouble in logging in? us par click karna hai.
 |
click on Trouble Logging in |
Step 3- usake bad apke samne ka new window open hogi isame apko 3 option dikhayi denge. pahla option hoga. "
I forgot my password." apko isi par click karna hai baki ke option ko ignore kar de.
 |
click on i forgot my password |
Step 4- jab aap i forgot my passoword par click karoge to apke
mobile number par ak otp (one time password) bheja jayega. usko apko
niche diye gaye box me type kar dena hai. agar apka sim usi mobile me
pada hai to automatic wo number pickup kar lega. agar dusare mobile me
sim pada hai to apko mobile ke sms box me jana hoga waha apko ak paytm
ki tarf se aya huwa sms dikhayi dega. usame 6 digit ka paytm otp hoga.
usko apko box me type karna padega usake bad
confirm par click kare.
########
 |
copy 6 digit otp from massage box |
 |
paste on 6 digit otp here |
Step 5- ab apke samne new password create karne ki window open
hogi. apko apne paytm account ke liye naya password type karna hai. upar
aur niche wale box me ak hi password ko do bar type karna hai.
Step 6- usake bad
Save kar dena. ab apka password set ho
gaya hai. dobara back ayiye aur paytm me apna mobile number daliye aur
jo apne new password banaya hai usko password ki jagah daliye. aur
secure login par click kar digiye. aap dekhenge ki aap paytm account me login ho gaye hai.
to is asan se tarike se aap apne paytm account me dobara bina password
ke login ho sakte hai. ab aap agar apne paytm wallet ka password bhool
jate hai to apko tension lene ki jarurat nahi hai kyoki maine apko iski
detail me jankari de di hai.
0 comments:
Post a Comment