Hello Dosto !!!!!
Aaj Ka yug Internet Ka Hai. Agar Apke Pass Honour Ho toh Aap Bhi Internet Se Paise Kama Sakte Hai. Internet me Youtube,blogging,whatsapp,Facebook etc Kafi Aisi Chize Hai. jisase HumPaise Kama Sakte Hai. Aaj Mein Apko Bataunga Ki Youtube Par Per Day 5000 Rupees Kaise Kamaye. Agar aap Mere ye Trick Padhenge Toh Aap bhi Youtube Par Paise Kama sakte Hai.Uske Liye Apko Youbutbe kya Hai Wo Samajana Padega.

What is Youtube ?
Dosto Youtube Ek Aisi Social Media Ki Website Hai, Jaha Kafi Log Apne Honour ke Video Upload Karte hai. Agar Aap Bhi youtube Channel mein Video Upload Kare Aur Log Ko Apka Video Pasand Aaye aur Video Ke Viewer Badhe Toh Aap Bhi Us Video Se Paisa Kama Sakte Hai.Youtube Par Video Kaise Upload Kare ?
Youtube Par Video Upload Karne ke Liye Apko Pehle Youtube Channels Banani Padegi. Aap Youtube Channel Youtube ki Website Mein New Channel Create Kar Sakte Hai. Youtube Channel Bilkul Free Of cost me Banata Hai. Youtube Channels create Hone ke Baad Aap Ek Acchi Video Banaye. Aap Video Logo ko Pasand Aaye Aisi Honi Chahiye. Example Motivation Video,Technical Help Video,Information Video etc. Apki Video Ban Jane Ke Baad AAp Yeh Video Youtube Channels Par Upload Kijiye.Youtube Mein Video Par Paise Kaise Kamaye ?
Youtube Par PaiseKamane Ke Liye Apke Video ke Maximum Viewer Hone Chahiye. Apke Video Ke Jitane Jyaada Viewer Hone Utane Hi AAp Jyaada Youtube Se Paisa Kama Sakenge. Toh Youtube Par Video Ke Jyaada Viewer Kaise Laye Uske Baare Mein Janana Jaruri Hai.- Youtube Par Maximum Viewer Kaise Laye ?
- Youtube Video Par Ads Monetize Kaise Kare ?
Sir mane video monetize kiya hai par ads nhi dikhai de rhe hai Plz help
ReplyDelete